Posts

Showing posts with the label Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe

Shaad Rahe Abaad Rahe Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe

Image
Shaad Rahe Abaad Rahe Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe gg   Hyderabad ko Hyderabad hi Rahne Do, Pyar ka Gahwara hai yeh Hyderabad ko Ujaadne ki Koshish Na Karo,Iski Fiza bhi Tumhain Nahi Bakhshegi Hyderabad Ne Bada Naam Kamaya hai Dunya main Hyderabad Ke Leader bhi Saheb E Ilm hote hain Kisi Jahil ko Hyderabad Ka Leader hote nahi dekhna hai Hyderabad ko Basane Wala Ek Bahadur Baadshah tha,Na ke Faoj ke Bharose Hukumat karne wala Faqeer Nizam ko Bura bolte ho,Us Daor main Koi Danga Fasad Na tha, Na hi Koi bhed Bhao Nizam Ne Hyderabad ki Taraqqi hi Nahi, Hindustan Ki Bhi Madad ki hai Nizam Ne Naam nahi Badla Unke to Baap Dada bhi Raja the Yeh Kya hain Jo Naam Badalne ko Bahaduri Samajh Rahe hain Naam Unke Badlo Jo Badnaam hue,Na Masoom Bachche,Na Aourtain,Na Universities Mahfooz Rahe Delhi ,UP ,Gujrat Na Banao Hyderabad ko,Kaheen to Insaniyat Baqi Rahne do Hyderabad main Har Mazhab Saans Leta hai Azaadi ki, Yahan ka Insaan 'Insaniyat' Se Pyaar karta hai Hyderabad main Na...