KYA '' TALAAQ '' KYA '' HALALA''....... KYA '' WIDHWA'' KYA '' SATI''

HALALA ISLAM MAIN NAHI HAI
Koi Talaaq ka bahana lekar kisi ko bhadkata hai,Yeh Gharelu batain Politics se Jodkar Public ka mind Divert kiya jata hai , Is Mulk main Court Hain ,Wakeel hain jhagde chukane ke liye phir leader ismain kyon dakhal dete hain ''Jhagde Bhadkane ke liye "
Facebook par kuch log "HALALA" ko lekar Islam ke Rules ko Bahot Bura kahrahe hain ,unhain pata hi nahi hai haqeeqat kya hai sahi rules kya hain ,Kuch Muslims ki ghaltiyaon ki wajah se Unki Badtamiziyaon ki wajah se ISLAM ke Rules ko bura kahna Bahot ghalat baat hai.
Ek Real Story Hai Isi Talaaq Aur Halala Par Samajh Sake To Samjhiye .
Ek Sahab ne ghusse main apni biwi ko teen tallaq dediye jab ghussa
thanda hua to khayal aaya ke ghusse ki halat main Kya Kar baithe
(Isi liye buzurgaon ne kaha hai ghusse ki halat main kabhi koi
faisla nahi karna chahiye.Ghussa aaya to tahre hue hain to baith
jaiye baithe hue hain to lait jaiye,phir bhi sukoon na aae to Wadhu
kijiye ).Woh Sahab bahot Pareshan hue woh biwi ko chordna nahi
chahrahe the ,woh apne ek dost se is baat ka zikar kare ,dost ne
mashwerah diya ke Mufti sahab se maloom karainge kya karana
chahiye ,Dono Mufti sahab ke paas gae Mufti sahab ne bataya ke
Tallaq to hogai ,(Tallaq dena Allahtala ko Saqt Na Pasand Hai
isliye Har Musalman ko Ghusse main bhi Allah Rabbul Izzat Ko
nahi bhoolna chahiye)

Cont....
Comments
Post a Comment